Pakistani Independence Day Songs


Pakistan Independence day celebrate on 14 august every year with full of  Patriotic Zest.Every one wants to show their feelings for his country .For this purpose different pakistani peoples adopted different ways to show their patriotic zest and zeal .For example pakistani singer  singing pakistani independence day  songs to show their feeling for thier country .Some famous mili naghmas are

Ay Rahe Haq Ke Shaheedo





Aye Rah-e-Haq- Ke Shaheedo,
Wafa ki tasveero,
Tumhe watan ki hawayein,
Salaam kehti hain,
Aye Rah-e-Haq Ke Shaheedo,
Allah hu,



Lagaane aag jo,
Aye the aashiyane ko,
Wo sholay apne lahu se bujha diye tumne,

Bacha liya hai yateemi se,
Kitne phoolon ko,
Suhaag kitni baharon ke rakh liye tumne.

Tumhe chaman ki fazaayein,
Salaam kehti hai,

Aye raah-e-haq ke shaheedo…
Chale jo hoge shahaadat ka jaam pee kar tum,
Rassol-e-pak ne baahon mein le liya hoga,

Ali tumhari shujaat pe jhoomte honge,
Hussain Pak ne irshad ye kiya hoga,
Tumhe khuda ki raza-e salaam kehti hai.
Aye rah-e haq ke shahido.

Ye Watan Tumhara Hai 




Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay
Yeh Chaman Tumhara Hay
Tum Ho Naghma Khwan Iss Kay
Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay

Iss Chaman Kay Phoolon Par
Rung O Aab Tum Say Hay
Is Zameen Ka Har Zarra
Aftab Tum Say Hay
Yeh Faza Tumhari Hay
Behr-o-bur Tumhaaray Hain
Kehkeshan Kay Yeh Jagay
Rehguzar Tumhaaray Hain

Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay

Is Zameen Ki Matti Main
Khoon Hay Shaheedon Ka
Arz E Pak Markaz Hay
Qaum Ki Umeedon Ka
Nazm-o-zabt Ko Apna
Meer-e-karwan Jano
Waqt Kay Undheron Main
Apna Aap Pehchano

Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay

Yeh Zameen Muqadas Hay
Maan Kay Pyar Ki Surat
Is Chaman Main Tum Sab Ho
Barg-o-bar Ki Surat
Dekhna Gun.vana Mat
Daulat-e-yaqeen Logon
Yeh Watan Amanat Hay
Aur Tum Ameen Logon

Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay

Meer E Karvan Hum Thay
Rooh E Karvan Tum Ho
Hum To Sirf Unwan Thay
Asl Dastan Tum Ho
Nafraton Kay Darwazay
Khud Pay Bund Hi Rakhna
Is Watan Kay Parcham Ko
Sar Baland Hi Rakhna

Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay
Yeh Chaman Tumhara Hay
Tum Ho Naghma Khwan Is Kay
Yeh Vatan Tumhara Hay
Tum Ho Pasban Iss Kay


Kabhi Percham Mein Lipte Hain 




Tera Pakistan Hai Yeh Mera Pakistan Hai




Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Iski buniyaadoon mein hai tera lahoo mera lahoo 
Isse teri abru hai, isse meri abru 

Iski buniyaadoon mein hai tera lahoo mera lahoo 
Isse teri abru hai, isse meri abru 

is se tera naam hai, isse meri pehchaan hai 
is se tera naam hai, isse meri pehchaan hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai 
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai 

Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai 
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai

Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai 
Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Yeh Mere Quaid Ki Jeeti Jaagti Tasweer Hai 
Shaire Mashrig Ke Khuwaboon Ki Hasi Tabeer Hai 

Yeh Mere Quaid Ki Jeeti Jaagti Tasweer Hai 
Shaire Mashrig Ke Khuwaboon Ki Hasi Tabeer Hai 

Yeh Wataan pyara Watan Sarmaya e Iman Hai 
Yeh Watan , Mera Watan Sharmaya e Iman Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 

Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai 
O Is Pe Dil Qurbaan 
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai




Ae Watan Pyaare Watan
Ae Watan Pyaare Watan
Pak Watan Pak Watan
Ae Mere Pyaare Watan.
Ae Watan Pyaare Watan
Pak Watan Pak Watan
Ae Mere Pyaare Watan.
Ae Watan Pyaare Watan

Uploaded by @AfshanSumera

Tujhse Hai Meri Tamannaon
Ki Duniya Pur Noor (x2)
Azm Mera Kavi Mere Iraaday Hai Gaeyoor
Meri Hasti Main Ana Hai
Meri Masti Main Shaoor.
Jaan Fiza Mera Taqayul Hai To
Shireen Hai Sukhan.

Ae Watan Pyaare Watan
Ae Watan Pyaare Watan
Pak Watan Pak Watan
Ae Mere Pyaare Watan.
Ae Watan Pyaare Watan

Uploaded by @AfshanSumera

Tu Dil Afroz Baharon Ka
Taro Taaza Chaman (x2)
Tu Mehakte Huay Phoolon
Ka Suhana Gulshan.
Tu Nawarez Ana Dil Ka Bahari Masqan.
Rang O Ahang Se Mamoor Tere Koho daman.

Ae Watan Pyaare Watan
Ae Watan Pyaare Watan
Pak Watan Pak Watan
Ae Mere Pyaare Watan.
Ae Watan Pyaare Watan

Uploaded by @AfshanSumera

Mera Dil Teri Mohabbat
Ka Jaanbaqsh Dayaar (x2)
Mera Seena Teri Hurmat
Ka Hai Sangeen Hissaar.
Mere Mehboob Watan Tujh
Pay Agar Jaan Ho Nisaar
Main Yeh Samjhoonga Thikaane
Laga Sarmaya-e-tan.

Ae Watan Pyaare Watan
Ae Watan Pyaare Watan
Pak Watan Pak Watan
Ae Mere Pyaare Watan.
Ae Watan Pyaare Watan


Mere watan ye aqeedat aur pyaar tujhpe nisaar kar doon



mere watan yeh aqaeedatain aur pyaar tujh pe nisaar kardun 
mohabbataon ke yeh silsilay beshumaar tujh pe nisaar kardun
mere watan…
mere watan…
mere watan, mere bas main ho to teri hifaazat karun main aise 
khizaan se tujh ko bacha ke rakkhun, bahaar tujh pe nisaar kardun 
mere watan…
mere watan…
teri mohabbat mein maut aaey, to is se barh kar nahi hai khwahish 
yeh aik jaan kya, hazaar hon to hazaar tujh pe nisaar kardun 
mere watan yeh aqaeedatain aur pyaar tujh pe nisaar kardun
mohabbataon ke yeh silsilay beshumaar tujh pe nisaar kardun
mere watan…
mere watan…


Ay Qauid e Azzam Tera Ahsan Hy





yun di hamain aazaadi ke duniya huwi hairaan
aye Quaid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
[repeat]

tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!

har simt musalmaanon pe chaai thi tabaahi
mulk apna tha aur ghairon ke haathon mein thi shaahi
aise mein utha Deen-e-Muhammad ka sipaahi
aur naarah-e-takbeer se di tu ne gawaahi
Islam ka jhanda liye aaya sar-e-maidaan
aey Qauid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!

dekha tha jo Iqbal ne ek khuwaab suhaana
us khuwaab ko ek roz haqeeqat hai banaana
yeh socha jo tu ne to hansa tujh pe zamaana
har chaal se chaaha tujhe dushman ne haraana
maara woh tu ne daow ke dushman bhi gaey maan
aye Quaid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!

larne ka dushmanon se ajab dhang nikaala
na top, na bandooq, na talwaar, na bhaala
sacchaai ke anmol usoolon ko sambhaala
Jinnah tere paighaam mein jaadu tha niraala
eemaan waale chal parey sun kar tera farmaan
aey Qauid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!

naqsha badal ke rakh diya is mulk ka tu ne
saaya tha Muhammad ka, Ali ka tere sar pe
duniya se kaha tu ne, koi ham se na uljhe
likha hai is zameen pe shaheedon ne lahu se
aazaad hain, aazaad rahenge yeh musalmaan
aey Qauid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!

yun di hamain aazaadi ke duniya huwi hairaan
aye Quaid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan
tera ehsaan hai, tera ehsaan!
tera ehsaan hai, tera ehsaan!


Maira Paigham Pakistan



Jab Hum Ne Khuda Ka Naam Lya
Uss Ne Humain Inam Dya

Maira Iman Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Muhabat Amn Hai Aur
Iss Ka Hai Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Khuda Ki Khas Rehmat Hai
Buzurgun Ki Basharat Hai
Kaye Naslon Kee Qurbani
Kaye Naslon Kee Mehnat Hai

Asasa Hai Jyalon Ka
Shaheedoun Kee Amanat Hai
Ta\'wun Hee Ta\'wun Hai
Muhabat Hee Muhabat Hai
Jabhee Tareekh Nai Rakha Hai
Iss Ka Naam Pakistan

Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Iman Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan

Muhabat Amn Hai Aur
Iss Ka Hai Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan

Maira Iman Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Andhairoun Ko Mitay Ga
Ujala Ban Kai Chay Ga
Nayee Dunya Banai Ga
??????????
Agar Allah Nai Chaha
Zamana Wou Bhee Aye Ga
Jahan Tak Waqt Jay Ga
Humain Agai Hee Paye Ga
Nida Qaid Ki Hai

Dil Say Main Nay Dekha Pakistan




is watan pe jaan o dil qurbaan, yeh watan hamara
is watan se pehchaan hamari, yeh watan hamara
qurbaniyan kitni de kar aazadi laye
main to yeh chahoon, sari duniya hi yeh jaane

dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

yeh mera Pakistan,
jaan o dil qurbaan!

qurbaniyan kitni de kar aazadi laye
main to yeh chahoon, sari duniya hi yeh jaane

dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

dekho kese kese rang rang ke phool khile
dekho to kesi khushboo
dheere dheere jese shaam dhale
jahaan zindagi hai har soo (zindagi hai har soo)

phir milenge jese milta hai nehr se kinaara
yoon chalenge jese chalta hai zindagi ka dhaara

mil ke yahan saare jaana aage hi chaahain
jo bhi hain raahain saari jeene ki hain raahain

dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan
dil se (dil se), main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se), mera dharti pe imaan

dil se… Pakistan
jaan se…
dil se… Pakistan
jaan se…
dil se…


shukriya pakistan 



Mitti ko Taveez Bana ke
Naam Watan ka Galay Laga ke
Har Mushkil se Hath Churake
Mere Saaray Khwab Bacha ke
Bus Itna Kehne Aaye hain
Shukria Pakistan 
Pakistan Shukria
Muskura Pakistan
Mukura
Koi bhi Aisa Kaam na Aaye
Jis mai Pakistan Na Aaye
Roshan Suraj Charh Aaye to
Phir koi bhi Shaam na Aaye
Is Mitti ko Haath laga ke
Maathay pe Yeh Khaak laga ke
Rakha Dil ke Sath Laaga ke
Naam se Pehle Pak laga ke
Bus Itna Kehne Aaye hain
Shukria Pakistan 
Pakistan Shukria
Muskura Pakistan
Mukura
Naam Tera Sath Laga ke
Naam ke Aagay Zaat laga ke
Jis Jis Baat mai Tu Rehta hai
Dil se Har Woh Baat Laga ke
Bus Itna Kehne Aaye hain
Shukria Pakistan 
Pakistan Shukria
Muskura Pakistan
Mukura
Shukria Pakistan 
Pakistan Shukria
Muskura Pakistan
Mukura

Main Pakistan Hoon Pakistan






Saya ya khudai zuljala
Tarjamaney maze shanay hall
Saya ya khudai zuljala
Tarjamaney maze shanay hall
Makhbarai tarkeyo ka mall!!

Main Pakistan hu (2)
Main ZindaBaad hu (2)
Main Pakistan hu (2)
Main ZindaBaad hu (2)
........................................
Ha Mana meraiy dushman hai bohat
dost hai kam
Ha Mana Mere apno ne keyai hai sitam

Ha Mana aag bujanay ko hai pani thora
Par maine apnay bacho ko tanha nai chora
Ha Mana aag bujanay ko hai pani thora
Par maine apnay bacho ko tanha nai chora

Mei shahe hu Iqbal ka
mei gar haider ke all ka
Mei Quaid ka farman
mairay senay main Quran
Main khybar mai punjab
mai Jidh blochistan

Main Pakistan hu (2)
Main ZindaBaad hu (2)
Main Pakistan hu (2)
Main ZindaBaad hu (2)
........................................
Mujpar dunya ki Nazray hai har pall
Hai aj be mera mera Hoga Kal
Mujpar dunya k nazaray hai har pall
Hai aj be mera mera Hoga Kal

Hum talwaro ki Nook par chadh ke
nagmay gayai
Hum wo hai jo bus senay pey he
goli khayai

Hum talwaro ki Nook par chadh ke
nagmay gayai
Hum wo hai jo bus senay pey he
goli khayai

Main umat ka salal hu
Main ALLAH ka asrar hu
Mera haar foji jawan
jaisaiy ho khadi chataan
Main hu kashmir ke wadi
Main gilgit baltistan

Dil Dil Pakistan 





   aisi zameen aur aasmaan
in ke siwa jaana kahaan
barhti rahe yeh roshni
chalta rahe yeh kaarwaan
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
[repeat]
dil dil se milte hain to pyar ka chehra banta hai
chehra banta hai
phool ek larri mein proey to phir sehra banta hai
chehra banta hai
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
[repeat]
aisi zameen aur aasmaan
in ke siwa jaana kahaan
barhti rahe yeh roshni
chalta rahe yeh kaarwaan
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan
ghar apna to sab ko jee jaan se pyara lagta hai
pyara lagta hai
ham ko bhi apni har har taan se pyara lagta hai
taara lagta hai
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan

No comments:

Post a Comment